Sunday, May 20, 2012

बचपन की याद

Bachpan ke yaad ek aisa sunder dilo dimang mai ubhrane wala ek aisa darasya hai jo hame apne chootpan ke dino ki yaad dilakar romanchit or khush kar deta hai. Kai bar hum kisi se baat kar rahe hote hain to hame yakayak apne bachpan ke din ki kahani use sunane lagte hai. Bachpan ki yaad hamare chootpan ke dino ka ek sunder sa khab hai. Jo hamare man ko or dil ko kuch samay ke khush or romanchit kar deta hai.

जानकारी कैसी लगी पोस्ट पर अपनी अवश्य प्रतिक्रिया देवें
धन्यवाद...
EmoticonEmoticon