Thursday, June 21, 2012

G.K. Que. & Ans. (विश्व सामान्य ज्ञान)

--"World G.K. Quiz"--
.
Que - 1. Vishav main rabur (रबर) ka sabse jayada utpadan kahan hota hai ?
Ans. - Indonesia mai.
-
Que - 2. Haal hi main kis parwat sarnkhla main takriban ek hajar saal purana lupt (लुप्त) sahar mila hai ?
Ans. - Andij (ऐण्डीज पर्वत श्रंखला)
-
Que - 3. Ladaku vimaan banane wali sukhoe (सुखोई) company kahan ki hai ?
Ans. - Rush (रूस)
-
Que - 4. Puri dunia main 2008 ka austan tapmaan kya darj kiya gaya ?
Ans - 14.3 degree C
-
Que - 5. Paro hawae adda kis desh ka ek matr antrastriya (अंतर्राष्ट्रीय) hawae adda hai ?
Ans - Bhutaan

जानकारी कैसी लगी पोस्ट पर अपनी अवश्य प्रतिक्रिया देवें
धन्यवाद...
EmoticonEmoticon